Tamannaein



Kuch to jite hai
jannat ki tamanna lekar…

Kuch tamannaein
jina sikha deti hain…

Hum kis tamanna ke sahare jiye,

Ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai…



0 comments:

Post a Comment

top